Tuesday, March 29, 2011

Unki mohabbat ka abhi nishaan baki hai

Unki mohabbat ka abhi nishaan baki hai
Naam lab par hai aur jaan baki hai
Kya hua agar dekh kar muh pher lete hai wo
Tasalli hai k shaql ki pehchaan baki hai.

No comments:

Post a Comment